In aansuo ko yu jhalkaya na kijiye
In aansuo ko yu jhalkaya na kijiye,
Dil ki baat har kisiko bataya naa kijiye,
Muthhi mein namak leke ghumte hai yaha log,
Apne har zakhm har kisiko dikhaya na kijiye!!

Comments
Post a Comment