Chand bhi ruth jata hai chandni se
Chand bhi ruth jata hai chandni se, main jo thoda ruth gaya to kya hua, Har kisi ko pyaar hai kisi na kisi se, main jo thoda ishq kar liya to kya hua, Talab saari duniya ko hai nashe ki, main jo thoda bahak gaya to kya hua, waade sab karte hai pyaar me marne ka, main jo thoda marr gaya to kya hua, wada tha saari zindagi sath nibhane ka tune wo wada nibhaya nahi dil se, main jo door chala gaya to kya hua...........@K