Tujhe chahte hain Be-Intehan,Par chahna nahi aata
Tujhe chahte hain Be-Intehan,Par chahna nahi aata.
Ye kaisi mohobbat hai,Ki hume kehna nahi aata.
Zindagi main aa jao hamari zindagi ban kar,
Ke tere bin humain zinda rehna nahi aata.
Har pal bas tujhe hi dua’on main mangte hain,
Kya kare ke tumhare siwa kuch mangna nahi aata.

Comments
Post a Comment