Dil ko aajkal tera naam yaad aata hai
Dil ko aajkal tera naam yaad aata hai,
Har waqt aur har baar yaad aata hai,
Sochta hu ki kar lu dusri mohabbat,
Fir pahli mohabbat ka anjaam yaad aata hai.
Har waqt aur har baar yaad aata hai,
Sochta hu ki kar lu dusri mohabbat,
Fir pahli mohabbat ka anjaam yaad aata hai.
Comments
Post a Comment